Monday, August 24, 2009

Kyun ki.........


Pehle main acha nahi tha,

banaya tumne.

Kabhi kisise haarta nahi tha,

haraaya tumne.

Sapney main dekhta nahi tha,

dikhaaya tumne .

Pyaar to main karta nahin tha,

Karwaaya tumne.

Khudgarz main pehle nahi tha,

Banaya tumne.

Pehle main rota nahi tha,

Rulaaya tumne.

Ab kehti ho Mujhe Bhul jao...
Tumhe bhulane ki baat tum Bhul jao.....

No comments:

Post a Comment